Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

PAPA IS REAL HERO IN THE WHOLE WORLD

Mere papa mere ideal hai kyoki wo ek ideal पिता hai unme wo sari eligibility present hai  jo ek best father me honi chahiye
Wo mere papa hi nhi बल्कि mere achhe dost bhi hai, jo  samy samy par  achhi aur buri baato ka आभास karakar  आगाह karte hai
Papa mujhe kbhi haar na manane aur hamesha aage badhne ke liye inspire karte hai
पिता से अच्छा मार्गदर्शक कोई हो ही नहीं सकता।
Har bachha apne papa se hi sare gun sikhta haijo use jeevan bhar har परिस्थितियों  ke अनुसार  ढलने के काम आता है। papa ke paas knowledge ka सम्पूर्ण bhandaar hai  jo apne bete ko dene ke liye kbhi समाप्त nhi hota

Papa ke paas ye sab hota hai jaise

patience- mere papa hmesha dhiraj se kaam lete hai , aur kbhi apne aap se  aapa nhi khote,har परिस्थिति  me papa peace se soch samjhkar aage badhte hai aur गम्भीर से गम्भीर समस्या का समाधान अपने धैर्य से कर लेते हैं 

Moderation- mere papa mujhe hamesha yhi sikhate hai ki chahe kuch bhi ho jaye apne aap se नियंत्रण नहीं खोना चाहिए 
Papa hmesha restrained व्यवहार कुशलता से har kaam ko सफलतापूर्वक kar lete hai, mere  papa kbhi bina reason ke mujhpar ya mere ghar ke kisi bhi member ko datate nhi

Vast heart-  papa ka dil bahut  bada hota hai, kai baar unke paas paisw na hote hue bhi we apni jarurat ko bhulkar hamari jarurato ko pura karte hai ,kbhi kbhi gair jaruri kaamo ko bhi pura karte hai , we kbhi bhi apne jane me pure pariwaar ki har jarurato ko pura karte hai.bachhe kitni bhi badi galti q na kar de papa kuch der tk gussa rahte hai phir unhe maaf kar dete hai
Papa kbhi apna dukh ghar me share me nhi karte    holi me hm sabko kpde dilwate hai magar wo kahte hai k8 mera kya kapde dhul lunga  n to ekdam jhakas lagne lagega
Kai vaar km salary hote hue bhi wo apne bachho ko high education dena chahte hai aur karj bhi le lete hai bachho ko padhane ke liye lekin apni taklif jahir nhi karte, shayad isiliye papa duniya me sabse important hote hai
Aise hote hai papa     so mai aap logo se bs itna hi request karunga ki apne papa ki hamesha ijjat kare kyoki  papa duniya ka wo anmol dhan hote hai jise kho dene ke baad hamare paas kuch nhi rahta 
Unse puchhiye jinke papa ka hath unke sar se bahut jldi hi uth gaya hai  , we apne sapne pure nhi kar pate ,achhi education nhi le pate , apne mn pasand ke kha nhi sakte ,apni mn pasand ka kapda nhi pahan skate
 So plz take care of your papa and give always respect 


Thanku so much..........
Writer -Amresh Maddhesiya Ji ( lalu chiku)

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ