Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

mobile ka sahi use karen

Mobile: mobile phone ko hindi me दूरभाष यंत्र bhi kahte hai . Iska use hm voice call ke liye karte hai.present ke technology ke development   ne hamare life ko aasan bana diya hai.aaj hm mobile se duniya ke kisi kone me kahi bhi baat kar sakte hai    chat kar skte hai. Aaj kl ke mobile me bahut sare app present hote hai aur bahut sari  technology bhi present hoti hai jisase hm kisi bhi kaam ko aasani se kar skte hai 
Lekin mobile ke agar fayade hai to nuksan bhi hai
Agar hm fayde ki baat kare to hm mobile se apne kisi relationship me baat kar sakte hai dosto se baat kar skte hai aur bhi bahut se jagah par baat kar skte hai 
Yahi nhi agar hame kisi bhi proboem ka solution chahiye hota hai to hm fatak se google par search karke gain kar lete hai
Youtube per uske video mil jate hai jisko hme problem ko smjhne me aasani hoti hai
Agar hm mobile ka sahi use kare wo hame ek millioner bana sakta hai     jaise hme keval padhai me use karna chahiye💯💯
  Lekin agar hm mobile ka misused karte hai to ye hamare life ke liye bahut harmful hai 
Jaise agar hm mobile me video dekhte hai to jhuth muth ka time ruined hoga aur hamara mind concentrate nhi ho pata jiske karan hm apna hosh kho baithte hai 
Mobile me faltu ka game khelna faltu me gana sunana ye sab hamarw mind ko disturb karte hai 
Ye sab hamari life barbaad karne ke liye kafi hai 
Mai aap logo se bs yhi निवेदन karunga ki  aap log km se km mobile ka use kare  jaisa ki aap log jante hinge ki mobile se kitni dangerous frequency nikalti hai  jo hamare mind ko khokhala kar deti hai 


 


So plz i request to all that less use of mobile phone and plz careful 
Thank you so much 
By- Lalu chiku 

एक टिप्पणी भेजें

1 टिप्पणियाँ