Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Dosti hamare jeevan ka aadhar hai

 Insan ke rishte  janm se hi prapt hote hai . Any shabd me kahe to god pahle se hi bana ke dete hai lekin dosti hi ek aisi rishta hai jise insan khud chunata hai sachhi dosti roop rang nhi dekhti garibi amiri ,jaat paat , uch nich nhi dekhta .

Har insan apni baate kisi se bhi share nhi kar sakta. ek sachha dost hi uske har raaz ko janta hai.   If book is key of knowledge then a friend is whole library.    Ek dost hi hame kathinaiyo se ladne ki himmat deta hai
Har koi chahta hai ki mai jaisa hu waisa hi dost  banau.
Aaj ke samay me sachhi dosti bahut km hi log karte hai .  Koi bhi व्यक्ति apni sabi baat jisase  share kare jaise apna dukh bhi apna sukh bhi , wo dost hai.
रहीम दास जी के दोहे तो आपने सुना  ही होगा '' टुटे सुजन मनाइए ,जौ टुटै सौ बार।
रहीमन  फिर फिर पोइए, टुटे मुक्ताहार।।
Matlb sachhe dost jitni baar aapse ruthe unhe mana lena chahiye ,thik usi prakar jaise motiyo ki mala ke tut jane par hm wapas use gather karke baar baar pirote hai kyoki wh bahut hi kimati hai.thik usi prakar sachhe dost bhi kimti hote hai , unhe kisi bhi halat me khona nhi chahiye


 dost hamre under ki kamiyo ko bahar nikalane me hamari madad karta hai .jis tarah ek leader sachhi aur achhi baate batata hai thik usi prakar sachha  dost hamari kamiyo ko batata hai 
दुर्योधन और कर्ण की दोस्ती के बारे में आपने बहुत सुना होगा 
Dosti ki mishaal jb bhi du jati hai to inke baare me jarur bataya jata hai. Karn ke majak ke samy par duryodhan ka karn ko samman dena aur angdesh ka rajya gift me de dena, mushibat ke samay  par dost ke kartvya ko show karta hai.   
Mera dost deepak rajbhar jisne mujhe hamesha hi galat raah par chalne se roka mere dukh sukh me hamesha kere sath khada raha    jb bhi koi mujhe pareshan karta sabse pahle wo samne aa jata tha dost Deepak matlb mere dost jaisa hona chahiye       aaj lagbhag 5 saalo se hamare bich dosti hai lekin aaj tk hm dono me kisi prakar ka kapat ya chal nhi hai ........

Ek dost aur hai jisne mujhe meri duniya dikha di mai uska naam publish nhi karunga    usane hamesha mujhe keval hasta hua dekhna chahti hai wo mere happiness ke liye sab karti hai 

Mana jaye to dosti pyar se bhi badi chij hoti hai   pyrr me to dil tut jaya hai lekin dosti me aisa kbhi nhi hota 
Aapka pyar apse kahta hai ki agar tumko kuch ho gaya to mai jinda nhi rahungi lekin usi jagah ek dost kahta hai ki jb tak mai hu tujhe kuch hone nhi dunga..... 
  

Dost hai to duniya hai    dost ke bina kuch nhi life me so .....
Bs itna hi 

Thanku so much 
Writer- Amresh Maddhesiya Ji ( Lalu chiku) 

एक टिप्पणी भेजें

4 टिप्पणियाँ